main 26 fab 2022 ko loan app serch kar rahi thi tabhi mere acount me kuch 4000 rupye aaye. mujhe kuch samjh nahi aaya. aaj subah 2 march 2022 ko mera contact hack kar liya gaya aur 8500 pay karne ko kah rahe hai aur legal notice phone par send kar rahe hai. galiyan de rahe hai. badnam  karne ki dhamki de  rahe hai. meri help kijiye plese.