Koko loan app par chek kar raha thaa ki kitna loan amount milaiga par docoment upload kartai hi 8000 ka app mai shoe kar ai laga aur 4640 rupaiya account mai cradit ho gaya .bina kise docoment ko singhther kiyai bina .phir mainai gogoel par sech kiya 7047601840 is no.pas call kiya unko bola ki aap mai bina kuch batayi bina kuch clear kiyai bina ammount kaise daal diya tab usnai bola ki use karna hai ki nahi mainai kaha ki nahi tab usnai kaha ki aap paisa 8617081053@ibl is no par send kar dijiyai aur mai upnai senior se call karva kar aap loan close karva dunga par abhi tak closed nahi huaa aur call karnai par call revive nahi kar rahi.