Hello sir my name is nadeem qureshi i downloand this app credit pearl mujhe paise chahiye the app se toh maine loan ke liye download kiya mera pan card adhar card apply kiya fhr kuch kam aaya mujhe app maine hata diya then arround 4 5din baad meko call aaya ki paisa bhar loan ka tune jo liya mai shok maine konsa loan liya ye wo bola ki app mai ja repayment kar paisa jaise mai gaya app mai dekha toh 5hajr ka loan fhr sms pe gaya 2700 mere aacount mai aaye the aur mujhe nhi pata tha becuse mai business karta hu dealing ka bike car ka toh paisa aata jata hau mere account fhr ye log ne subha messg kiya ki paisa bhar loan ka app mai chevk kiya repayment date 24march ki hai aur aaj 23march hai gaali dere hai meko blackmail kar rahe hai meko plzz tell me kya karu