Uni service Ek fake company hai latur mahastra

  • Last Post 23 October 2018
RamlalKumar posted this 20 October 2018

Sir, Mera name Ramlal Kumar hai. Mai Samastipur Bihar ka rahne wala hu, Mai kuch days pahle online jobs quicker pe search kiya tha Aur mujhe uni service company ke Ek employee ka call aaya tha aur bola Ki data entry ka job milega aur Mai work karne ke liye ready ho gaya Usake baad usane mujhe bola Ki apna address proof send karne ke liye Mai ne send kiya Usake baad lagbhag kuch hour ke baad Ek agreement paper jis pe Mera name likha huaa tha usane mujhe mail pe send kiya. Usake baad Ek id aur password mila Aur mai Kaam shuru kiya. Jo page mila hame type karne ke liye uska letter ajeeb tha kuch samajh me nahi aa raha tha Usake baad Maine unko call kiya Aur bola mujhe work nahi karna hai work cancel kijiye to usane bola Ki Aapko 7200 Rupay pay Karna hoga .maine bola mere pass paise nahi Mai nahi de sakta hu to usane tab se lekar Abhi baar baar call ya mail karke darata hai Aur bolta hai Ki paise de ke case close karwalo nahi to tumhe Maharashtra court Aana parega case larne ke liye. Kabhi soft copy to kabhi hard copy ka dhamki deta hai. Ab mujhase 12220 Rupay mag rahe h. Iska website hai (https://goo.gl/ZSGyqL) Ye koi bhi men google pe apna page bana sakta hai. Plz sir Mai kya karu kuch samajh me nahi aa raha hai.
Sir plz suggestion me.

Share
aslamkhan posted this 23 October 2018

brother, dont be afraid, they are nothing but just a bunch of crooks, they making innocent people cons like me and you,

first thing you dont fear them and plz do not pay them any money, talk to them in a hard way, abuse them as much as you can, as i did and now i am free, ok dont worry.

MT Technologeis aur inki jo bhi  fraud company chal rahi hai un sabko jad se ukhad phekna hai, sab log mil kar har social media ke platform par inko itna shrae karo ki koi bhi inke jaal mein na phas paye, inki dukan band karke hi ab dum lenge, niteesh khawani tu gaya sale ab, bahot sata liya hai innocent peoples ko, bahot haram ki kamayi kha chuka, koi  bhi inse na toh dare aur na hi pay kare in kutto ko.



Close