14th days shoot karwaya mujhse.... Gaon main Aur sir daily agreement Aur payment k naam par mujhe kal karta hu parso karta hu kiya.... Yaha tak iska film production registered nahin hain.... Aur Ab mujhe dhamki deta hain.. Ki fake vedio vanakar du payment mil gaya HAIn kya koi 300 rupey main shooting main make-up karta hain.....mujhe agreement ka bolkar 14th day's tak work karwaya pagal banaya... Bataye ab cyber crime ki dhamki dekar darata h.