Mujhe aak phone number sa phone aur mujhe kaha ki tumhara lucky draw nikla hai 1280000 ka xuv car nikla hai sir Mera account ma 3000 rupee dal do phir uska 10 min baad aak dusra number sa phone Aya usna kaha ki apki Alto car nikli hai 460000 ka Alto car nikla hai uska liya registration ka liya 1000 lagaga asa mujhe kaha asa logo per sakt sa sakt karyavahi hona chahia