sir is company name data entry work ko laykar kam diya 5 din say phaly kam khatam kar kar de diya oska bad ajj 1-11-2023 ko iski mail ayi ki app ka data kam hain isi wajha say app ko ab 5800 pay karna hoga sir wasy bhi khi kam nhi mil rha ab ya black mail kar rha hain app paymant karogy ya nhi nhi to main app ki complaint police main kar donga 

our sir is type ka message bahj rha hain sir main paryshan ho gya hoon kya karoo our sir inhonay jo  F.I.R Number:- AG562/87987 bhaja hain iski main jach kari hain to bohat complaint is fir number say ho rakhi hain